my simple F.A exams
hunn taan behn da chud cheetah na aasi
IMPORTANT
1- kamra e imtehan men dakhle k lea iss roll number slip ka ap k pass hona boht zarori hai.
2- ap room mn nadra ka identity card zaroor saath laen.ager id card na ho to apne dad ka id card our apni 2 pics tasdeek shuda sath le ker jaen. warna ap ko exam room mn dakhil ni hone dia jae ga.
3- examination room mn waqt per pohnch jaen. 15 mint late hone ki surat mn mumtahin imtehan ap ko tahriri biyan lene k baad imtehan mn behtne ki ijazat de sakta hai. is se zyada late hone ki surat mn ap ko exam room mn dakhil ni hone diya jae ga.
4- imtehan ke doran koi aisa mawad ya book ap ke paas na ho jo aap ko parcha hal karne mn madad gaar sabit ho.
parcha shuru hone se pehle aisa tamam mawad supridantent ke hawale ker daen.
5- apni jawabi copy nigraan amlee ke hawale kerne se pehle iss baat ki tasali ker len keh aap ne apna roll number ,registeration number aur centre number darust jagah per darj kia hai.
6- if aap ne imtehani mashqaen hal na ki hon ya un mn majmoi tor per 40% se kam number hasil kie hon to ap akhri imtehan mn shirkat ke ehil nahi hon ge aur ap ki jawabi copy mansookh ker di jae gi.
CONTROLER IMTEHANAAT
1- CONTROLLER OF EXAMINATION ki peshgi ijazat naamen ke bina markez tabdeel kerne ki surat men marwajah imtehani karwai ammal mn lai jae gi.
2- mobile phone , card board, and handbag are not allowed in the examination hall.
NOTE.
please read the other instructions at over leaf.
you are joking dude .............
what is that
ahaha
thanks buddy.
i m not joking
hahahahahahahaha ab cheetah bilkul ni aye ga.
haan ab bilkul ni aye ga.