Ghar k bane hue mazeedar batera

in #batera6 years ago

Pakistan main batera sardio main bohat ziada khana pasand kia jata hai aur ye bohat hi mazeedar aur laziz hota hai batera aik parinda hai aur ye sardio main Pakistan ata hai Batera ko Pakistan main boha shoq se khaney main khana pasand kia jata hai batera garam hota hai aur ye jisam main garmaish peeda karta hai aur log is ko ziada tar sardio main hi khana pasand karte hain main bhi sardio main batera bohat shoq se khata hon aur sardio main ghar main bhi batera ko khaney k liye pasand kia jata hai si k ailawa batera karahi batera roast aur batera bar b que bhi bohat ziada Pakistan main khana pasand kia jata hai main bhi sardio main dosto k saath batera khana ka plan bana leta hon aur hum sab dost shoq se batera k saath khana khata hon
3.jpg
4.jpg

Sort:  

You got a 7.63% upvote from @upmewhale courtesy of @alikhan9700!

Earn 100% earning payout by delegating SP to @upmewhale. Visit http://www.upmewhale.com for details!

Coin Marketplace

STEEM 0.27
TRX 0.11
JST 0.031
BTC 71178.18
ETH 3871.22
USDT 1.00
SBD 3.50