my first introduction to steemit
Assalam-o-Alaikum everyone! 👋
Ye mera Steemit pe first post hai. Main apna personal experience aur knowledge yahan share karunga.

Main medicine ka kaam karta hun, isliye koi bhi medicine, dose, ya medical related sawal ho to pooch sakte hain.
Mera bohot bara hobby hai Gym aur walking. Rozana exercise karta hun.
Main Foodie bhi hun aur Travel karna bohot pasand hai.
Main Sargodha, Pakistan se hun. Yahan ka famous khana aur city ki beautiful jagah aap ko guide karunga InshaAllah.
Aap sab ka support chahiye. Comments mein zaroor batayein ke aap kya topics pasand karte hain!