Cutter for barsame

in #barsame4 years ago

IMG-20210320-WA0007.jpg
Ya barsam ka cutter ha jo barsam ko katny ky liya istamal hota ha is sy boht fida hota ha.phely Punjab ma choty si daranty hoty thi aksar logon ky pas is tarha wo bersame aur chara katty tha magar is ma boht waqt lagta tha magar ab ya jaldi kam kar data ha is ma admi ko batna ni par ta balky khara ho kar kata ha.dosry daranty sy log bath kar chara apny janwaron kay liay katty ty tha.is sy wo boht thak jaty tha ya sirf Pakistan punjab ma he milta ha ya sara lohy per moshtamil hota ha or boht taz dhar hota ha.Is sy hath bhi kat sakta ha aur agar koi unjan hoto wo apny paon per bhi mar sakta ha isy chala ny ky lia bhi practice ki zaroorat hoti ha So be careful.

Coin Marketplace

STEEM 0.17
TRX 0.16
JST 0.029
BTC 60625.81
ETH 2406.82
USDT 1.00
SBD 2.61