Insaniyat kia h??
Humein jis sabak ko zyada padhny ki zaroorat h wo sabak INSANIYAT h
kisi insan ki soch padhni hn tu us sy mashwra kr ly
isky mashwry sy iska ILAM INSAF sab jaan ly gy....
agar tum azmat ki bulandyun ko chhona chahty hn tu
apny dil me INSANIYAT k liye nafrat ki bjaye Mohabbat abad karo...
insan tu har jagha paida hoty h
magar INSANIYAT kahi kahi janam leti h
har admi apna alag alag darakht ugana chahta h
yahi wajha h ki INSANIYAT ka bagh tayar nahi hota
Zindagi me insan ko aik adat zaroor sekh leni chahye
jo cheez hath sy nikl jaye usy bhool jany ki adat
ye adat bht si takleefon sy bachati h